मुल्क को क्या बनना था, और अब क्या बना,
यही वो नेता हैं जिन्हें हम सब ने था चुना ।
देश का विकास करेंगे, राम राज्य लेकर आएंगे,
याद है चुनाव प्रचार में हम सबने था सुना?
कोई अंतर नहीं है, सब एक ही डाल के पंछी हैं,
क्या आज तक कोई शैतान देवता है बना?
हम बदलाव ला सकते हैं, पार्टी का नहीं, क्वालिटी का,
इसके लिए अपना लालच और बेईमानी करने पड़ेंगे फना ।
पार्टी को वोट नहीं, अच्छे और काबिल इन्सान को दें,
इसी बात में छिपा है एक सच बहुत घना।
वरना गद्दी और पॉवर इनको प्यारी है,
हरामखोर हैं यह हम सबसे कई गुणा ।
चलो अगली बार अपना छोड़ मुल्क का सोचते हैं,
पैसे, जाति, धर्म और खैरात को करते हैं मना ।
अपनी सरकार लाना, देश सेवक लाना हमारे हाथ में है,
अगर आवेश में नहीं पर सोच समझ के किसी को चुना ।
Mulk ko kyaa banana tha, aur ab kyaa bana,
Yahi wo neta hain jinhen ham sab ne tha chuna.
Desh ka vikaas karenge, Ram Rajya lekar aayenge,
Yaad hai chunaav prachaar mein ham sab ne tha suna?
Koi antar nahin hai, sab ek hi daal ke panchhi hain,
Kyaa aaj tak koi shaitaan devta hai bana?
Ham badlaav laa sakte hain, party ka nahin quality kaa,
Iske liye apna laalach aut beinmaani karne padhenge fanaa.
Party ko vote nahin, achhe aur kaabil insaan ko dein,
Isi baat mein chhipa hai ek sach bahut ghana.
Warna gaddi aur power inko pyaari hai,
Haraamkhor hain yeh ham sab se kayi guna.
Chalo agli baar apna chhod mulk ka sochte hain,
Paise, jati, dharam aur khairaat ko karte hain mana.
Apni sarkar laana, desh sewak laana hamare hath mein hai,
Agar aavesh mein nahin par soch samajh ke kisi ko chuna.
Sir
You have composed absolutely a befitting poem. If public start casting votes in favour of good candidate rather than party, party will start giving the ticket to good candidate.
Thank you, Bansi. We all have a responsibility towards educating our electrorate and every single effort counts.