इस से पहले के बेवफाई का मुझे दो तगमा,
अपने एहसास में आने दो वह प्यारा नग़मा;
जो दिल की धड़कन के साज़ से जुबां तक पहुंचा,
कहाँ आगाज़ हुआ था और कहाँ तक पहुंचा.
इस से पहले के बेवफाई का …..
पास रह कर भी तुम दूर चले जाते थे,
मेरी मजबूर तमन्ना को और भी तरसाते थे,
दिल की आवाज़ बन के रह जाती थी सदमा.
इस से पहले के बेवफाई का …
ये दीवार मैंने नहीं तुम्ही ने तो बनायी थी,
कहाँ थी तुम जब पास सिर्फ तन्हाई थी?
मेरी खामोशी उस वक़्त थी मेरे दिल की मेहमान,
इस से पहले के बेवफाई का …
अब हम नहीं, तुम नहीं और हयात भी नहीं,
उल्फत की राहों में सुलगते जज़्बात भी नहीं,
सिसकियाँ भर के खत्म हो गए सब अरमान.
इस से पहले के बेवफाई का …
Iss se pehle ke bewafai kaa mujhe do taghma,
Apane ehsaas mein aane do woh pyaara naghma;
Jo dil ki dhadhkan ke saaz se zubaan tak pahuncha,
Kahaan aagaaz huaa tha aur kahaan taq pahuncha.
Iss se pehle ki bewafai kaa…..
Pass reh kar bhi tum door chale jaate the,
Meri majboor tamanna ko aur bhi tarsaate the,
Dil ki awaaz ban ke reh jaati thi sadma.
Iss se pehle ke bewafai kaa…
Ye deewar maine nahin tumhi ne to banaayi thi,
Kahaan thi tum jab pass sirf tanhaayi thi?
Meri khaamoshi us waqt thi dil ki mehmaan,
Iss se pehle ke bewafai kaa…
Ab ham nahin, tum nahin woh hayaat bhi nahin,
Ulfat ki raahon mein sulagate jazbaat bhi nahin,
Siskiyan bhar ke khatam ho gaye sab armaan
Iss se pehle ke bewafai ka…
Bahut khoob, Bahut khoob…
Shukriya